Como Cozinhar ☆~ Shahi Tukray~☆ Gustoso

☆~ Shahi Tukray~☆ - Turned out great! Very moist.. Today I am sharing this ☆~ Shahi Tukray~☆! A quick and easy dinner that is ready in under 30 minutes!

☆~ Shahi Tukray~☆

You can cook ☆~ Shahi Tukray~☆ with 12 Ingredients and 14 steps. See the following guide!

Ingredients for ☆~ Shahi Tukray~☆:

  1. Ingredients.
  2. 6 Bread slice (kinary Kat Lein).
  3. Half kg milk.
  4. 1 paou cheeni.
  5. Adha paou Khoya.
  6. Half tsp Elaechi powder.
  7. Thora sa zardy ka rung.
  8. As Required Ghee for frying.
  9. 2 tbsp ghee (tarkay ke liy).
  10. As Required Badam tarkay ke liy.
  11. 1 sy 2 chandi ke warq for garnishing.
  12. (Optional).

Step by step how to cook ☆~ Shahi Tukray~☆:

  1. Bread slices ko pan me ghee garam kar ke fry krlen..
  2. Ghee thora thora dalen or sary bread slices ko dono sides sy crispy golden kar ke nikal lein..
  3. Doodh ko pateli me garam karein ubal a jaey to cheeni, zardy ka rang, elaechi powder dal ke low flame par achi trha paka lein..
  4. Phr khoya hath sy masal kar dalen or halki anch par paka lein..
  5. Doodh ka mixture garha ho jany tak pakaen or spoon sy chalaty rhen..
  6. Phr bread slice ko steel ki tray me phela kar rakh dein..
  7. Phr Doodh ka mixture bread slices par phela kar Dal dein..
  8. 10 mint baad sary slices ko Aram sy palat dein..
  9. Jab bread slices Sary liquid ko jazb krlen..
  10. To cholhy par low flame kar ke tray ko cholhy pe rakh kar tray ko ghuma ghuma ke thora paka lein. Khayal sy flame low rakhen or ghumaty rhen tray ko. Boht fair ek jaga na rakhen..
  11. Aesy ke Hr bread slice ke nechy sy anch lagy jis sy bread ka liquid pan khushk hoga..
  12. Phr pan me ghee garam kar ke badam dalen halki anch pe golden kar ke shahi tukron pe dal dein..
  13. Uper sy chandi ke warq lagadein mazedar shahi tukray tayar hain..
  14. Note: Ziyada bnany ke liy Quantity usi hisab sy brhaty Jaen jesy uper ingredients me btaya gya hy..